
Followers
Total Pageviews
Friday, June 25, 2010
Friday, June 11, 2010
कुछ खवाब बंज़र जमीन पर बोना.........
ख्यालों मै खोना
कुछ खवाब बंज़र जमीन पर बोना
कैसा होता है न
ऐसा, जैसे खुद ही मै खो जाना
ख्यालों मै ही सही
पर तेरा हो जाना
रह ताकना उन राहों की
जहाँ कोई लौट कर नहीं आता
उसी रह पर
कैसा लगता है
मील का पत्थर हो जाना
तेरा जाना फिर भी
उम्मीद दे जाता है
तेरा, मेरा हो जाना.
(नीलम)
______________
khayaalon main khona,
kuch khawaab banzar zameen par bona ,
kaisa hota hai naa.
aisa, jaise khud hee main kho jana,
khayaalon main hi sahi,
par tera ho jana,
raah takna un raahon ki ,
jahan koi lout kar nahi aata
usi raah par ,
kaisa lagta hai,
meel ka patther ho jana,
tera jana fir bhee ,
umeed de jata hai
tera ,mera ho jaana.
kuch khawaab banzar zameen par bona ,
kaisa hota hai naa.
aisa, jaise khud hee main kho jana,
khayaalon main hi sahi,
par tera ho jana,
raah takna un raahon ki ,
jahan koi lout kar nahi aata
usi raah par ,
kaisa lagta hai,
meel ka patther ho jana,
tera jana fir bhee ,
umeed de jata hai
tera ,mera ho jaana.
(Neelam)
Subscribe to:
Posts (Atom)