Followers

Total Pageviews

Thursday, July 22, 2010

साया


यहीं तो हूँ मैं,

कहाँ जा सकती हूँ अब,

कहीं भी तो नहीं,

बस खुद को खुद में,

तो कभी तुम में खुद को तलाशती रहती हूँ ,

जो साया तुम्हारे पीछे है,

कहीं वो मेरा तो नहीं,

या शायद जो साया मेरे साथ है,

वो तुम्हारा तो नहीं,

बस यूँही भटकती रहती हूँ मैं अक्सर अंधेरों में ,

लेकिन देखो ना ,

फिर भी गुम नहीं हो पाती हूँ मैं,

क्यूंकि तुम मुझे ढूंढ ही लाते हो,

कभी ख्यालों में,

कभी खवाबों में,

तुम कब हाथ थाम लेते हो

पता ही नहीं चलता,

इसीलिए खुद को तन्हा भी तो नहीं कह सकती हूँ में,

तुम्हारा अहसास भर रोज़ मुझे चंद साँसे दे जाता है,

तुम्हे जीने के लिए ,

तुम में ,

खुद को फिर से ढूंढ लाने के लिए,

तुम्हारे नज़दीक आने के लिए,

जब तुम छू लेते हो ,मेरे नर्म गर्म होंठों को ,

तब मैं मर कर भी जी उठती हूँ ,

तुम्हारी आगोश में,

क्यूँ तुम मुझे यूँही नहीं पड़े रहने देना चाहते ,



अपनी आगोश में ,

बस आज मुझे मर जाने दो अपनी बाहों में ,

बस एक बार,

बस इस बार,

बस आखिरी बार....

 

24 comments:

  1. aapke khud ki talash lajabab hai, aapka samarpan pujniye hai.......aapke kalam ki takat prem ki unchaiyon ko chhune ki takat rakhta hai.......:)


    sach me

    बस आज मुझे मर जाने दो अपनी बाहों में ,


    बस एक बार,


    बस इस बार,


    बस आखिरी बार....


    ye tadap, sabdo me aap hi bandh sakte ho........badhai!!

    ReplyDelete
  2. shaayaraanaa andaaz pasand aayaa. aaj kal itanaa time nikaal kar anubhav karn aur iasaa ahsaas jee paaye bahut mushkil hai. zamaanaa to bhaag rahaa hai

    ReplyDelete
  3. कमाल की रचना है, बहुत सुन्दर!

    ReplyDelete
  4. अंतर्मन के अहसासों की सजीव प्रस्तुति - बहुत सुंदर रचना

    ReplyDelete
  5. ye bhi nahin bataa saktaa ki kitnaa gahre utar gayi yah kavita mere bheetar sach.....

    ReplyDelete
  6. Zakir Ali jee..bahut bahut shukriya.

    ReplyDelete
  7. Mukesh jee tahe dil se shukr guzar hoon aapki .aapke housla afzi bhare shabd likhne ki taaqat dete hain.
    shukriya.:)

    ReplyDelete
  8. Maanik jee.zamaana bhaag raha hai..lekin main wahin khadi hoon meel ke patther ki tarah..[:)].ahsaason ko jeeya jaaye ye jaruri to nahi[ kyunki wahi waqt ki kami. bhaag doud ki zindagi] ahsaason ko mehsus kar liya jaye wo bhi kaafi hai.
    aap mere blog par aaye aur housla afzaai ke liye tahe dil se shukriya Maanik jee.

    ReplyDelete
  9. Nilesh jee..bahut bahut shukriya.

    ReplyDelete
  10. Rakesh jee..bahut bahut abhaar.

    ReplyDelete
  11. Bhootnath jee..gehraiyan hoti hi utaraane ke liye hain...doob jane ke liye hi hote hain ahsaas.mehsus karne ke liye hote hain ahsaaas.
    shukriya.

    ReplyDelete
  12. Prerna jee ..bahut bahut shukriya.:)

    ReplyDelete
  13. अपनी आगोश में ,
    बस आज मुझे मर जाने दो अपनी बाहों में ,
    बस एक बार,
    बस इस बार,
    बस आखिरी बार....
    बहुत खूब।सुंदर रचना

    ReplyDelete
  14. khud ko kho ke priyatam ko pa lena, wo bhi chahat hi nahi ek vivashta bhi hai......jaise saans lena.....ye masoomiyat, ye alhadhpan.....ye hi tumhari lekhan ko anmol banata hai sakhi....tum jamane ke sath nahi, jamana tumhari talash me hai....kyunki yahi masoomiyat ajkal kho si gayi hai....ise barkarar rakhna...

    ReplyDelete
  15. khud ko kho ke priyatam ko pa lena, wo bhi chahat hi nahi ek vivashta bhi hai......jaise saans lena.....ye masoomiyat, ye alhadhpan.....ye hi tumhari lekhan ko anmol banata hai sakhi....tum jamane ke sath nahi, jamana tumhari talash me hai....kyunki yahi masoomiyat ajkal kho si gayi hai....ise barkarar rakhna...

    ReplyDelete
  16. lovely suman ji..............lovely..
    bahut pyaari likhi hai..main to kho hi gya tha....
    kabhi fursat me aapki aur rachnayein padhunga.. bahut achhi kalam hai aapki...

    ReplyDelete
  17. Ati sundar hai Neelam ji..........heart touching.

    ReplyDelete
  18. lo kar lo baat.....aaj phir is ahasaas men utraa to kuchh alag hi lagaa....kuchh narm....kuchh pyara.....kuchh gungunaa....sach....

    ReplyDelete
  19. Bahut achha likhti hai Aap Neelam ji...
    Mujhe shayad jyada samajh nahi kavitao ki
    lekin fir bhi keh sajta hu ki Aap ek bahut he pyari kaviytri hai jise main jaanta hu...

    Aap aise he hamesha hum sabka hausla badati rahe
    Hame yu he hasna rona aur rokar sambhalna sikhati rahe.... Luv U Neelam Ji....

    Aapka Beta Manshi...

    ReplyDelete
  20. बस आज मुझे मर जाने दो अपनी बाहों में ,

    बस एक बार,

    बस इस बार,

    बस आखिरी बार....


    वाह नीलम जी !
    ऐसी तड़प से लिखी हैं ये लाइनें आपने कि आप नहीं पढने वाले मरना चाहेंगे
    बधाई

    ReplyDelete
  21. bahut pyaara ahsaas ,pyari si anubhuti hui pad kar

    ReplyDelete
  22. कहीं भी तो नहीं,

    बस खुद को खुद में,

    तो कभी तुम में खुद को तलाशती रहती हूँ ,

    जो साया तुम्हारे पीछे है,

    कहीं वो मेरा तो नहीं,

    या शायद जो साया मेरे साथ है,

    वो तुम्हारा तो नहीं,

    बस यूँही भटकती रहती हूँ मैं अक्सर अंधेरों में ,

    लेकिन देखो ना ,

    फिर भी गुम नहीं हो पाती हूँ मैं,
    ..
    waaaaaaaaaah neelam ji abtak ki aapki jitni bhi rachnayen padhi hain sabse shandaar...sabse sarl aur chot karti hui.
    ...
    yahi lekhni chiye na mujhe !

    ReplyDelete